|
|
|
Is chand se chehre se zulfein hataya na karo
dooj ki raat hai, choudvi banaya na karo
saans tak ko aane jaane ki jagah na ho
is tarah seene main samaya na karo
ab main samjha tere rukhsar pe til ka matlab,
daulat-e-husn pe darwaan bitha rakha hai
Passionate
Kyon aasman main suraakh ho nahin sakta,
ek patthar to tabiyat se oochalo yaron.