|
|
|

raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai koi theekana...
phir kyu chale hai bebas hoke, age pata nahi kya ho phasana....
Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai !
Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein, Phir uth kay woh tera shama bhujana yaad aata hai !
Ghatain kitni dekhi hain par mujhay `Israr', Kisi ka rukh par woh zulfain giraana yaad aata hai
Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai
raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai
koi theekana...phir kyu chale hai bebas hoke,
age pata nahi kya ho phasana...
kya kahe aapko hum? khud nahi samaj pa rahe,
kaise bitaye har pal, dar hai kahi hum bichad na jaye,
mulakat ka vada manzoor hai hame,
doa boond ansuome, khushi bhi aap laye,
binti karte hai aapse, kabhi na kho jana sanam,
saath chalenge yehan, hamari hai kasam
yeh pyar hai samaj na lena sanam..
phir bhi ikrar karte hai...aapki kasam
aage jo nikalte hai moodke nahi dekhte,
kasam chahe lakh koi de,irade nahi badalte,
ishq badi jalim cheez hai, har sham hasin lage,
lage jaise koi sanam, kareeb ane lage,
dur hi sahi, mere hai ye pal,jee rahe yadomein,
kalki kise khabar
khuda jane kyon par voh dilmein samaye hai,
na dekha unhe na jana par voh ab na paraye hai,
chalna hai saath manzil malum nahi,
dilki pukar hai, yehin hai voh kanin